bihar me kitne district hai - PaharSe.com

Breaking

Friday

bihar me kitne district hai

Bihar me kitne district hai.  

Latest ||  पूरी लिस्ट || बिहार मे कितने जिले है || bihar me kitne district hai||mai yaha niche puri list Aur video de  raha hu ki bihar me kul kitne jile hai. jesa ki aapko pata hai ki bihar bharat ke eastern part me hai. Bihar ka border Nepal se bhi lagta hai. Year 2000 me bihar ko baatkar ek new state Jharkhand banaya gaya tha.

Video 
bhirar district web image
Image

bihar ke jile :-

 बिहार मे कितने जिले है ||  Bihar  me kitne  district hai list :- 
  1. Araria
  2. Arwal
  3. Aurangabad
  4. Banka
  5. Begusarai
  6. Bhabhua
  7. Bhagalpur
  8. Buxar
  9. Bhojpur
  10. Darbhanga
  11. East Champaran
  12. Gaya
  13. Gopalganj
  14. Jamui
  15. Jehanabad
  16. Katihar
  17. Kishanganj
  18. Lakhisarai
  19. Madhepura
  20. Khagria
  21. Madhubani
  22. Monghyar
  23. Muzaffarpur
  24. Nalanda
  25. Nawada
  26. Patna
  27. Purnia
  28. Rohtas
  29. Sahrasa
  30. Saran
  31. Samastipur 
  32. Sheohar
  33. Sheikhpura
  34. Sitamarhi
  35. Siwan 
  36. Supaul
  37. Vaishali
  38. West Champaran 

Bihar ke kuch facts in Hindi :-


Q.bihar ka sabse bada jila konsa hai?
Ans. bihar ka sabse bada jila kshetraphal area me west champaran hai.

Q.bihar ka sabse chota ka jila konsa hai?
Ans.bihar ka sabse chota jila sheohar hai.

Q.Bihar me sabse jyada aabadi wala jila konsa hai?
Ans. bilhr me sabse jyada jansankhya wala jila Patna hai.

Q.Bihar ka sabse kam jansankhaya wala jila kaonsa hai?
Ans. Bihar ka saber kam janjankhaya wala jila sheikhpurara hai.

Q. konsi nadi bihar ke beech se hokar gujarti hai?
Ans. Ganga  nadi bihar ke beech se hokar gujarti hai.

No comments:

Post a Comment

comment Below.