बिहार के जिले, बिहार के 38 जिला का नेम, बिहार मे कितने जिले हैं - PaharSe.com

Breaking

Monday

बिहार के जिले, बिहार के 38 जिला का नेम, बिहार मे कितने जिले हैं

बिहार के जिले, बिहार के 38 जिलों के नाम, बिहार मे कितने जिले हैं


Bihar jila bharat ke purvi part me hai, bihar  ki sima nepal  se bhi lagti hai, bihar ka sabse bada padosi rajya uttar Pradesh hai, karmnasha, gandak aur  ghaghara nadiya up aur  bihar ke beech sima banati hai, Agar bihar ke jilo ki baat kare to bihar me 38 jile hai. bihar ke sabhi 38 jilo ke name ki list niche de raha hu. puri list padne ke liye link par click kijiye.

Bihar ke jilo ki list (click here)...

बिहार के जिले, बिहार के 38 जिलों के नाम, बिहार मे कितने जिले हैं

Agar bihar ke ek jile champaran ki bat kare to yah jila 1917 me Gandhi Ji ke dwara start kiye gaye satyagraha ka first kendra tha. Neel ki kheti ka virodh karne ke liye  rajkumar shukl ne  unhe yaha invite kiya tha.

video

bihar ke ek Aur jile gaya ki baat ki jaye to ye Vanya jeev sanctuary ke liye  famous hai. Yaha baagh aur  chite  bhi milte hai.

Kosi nadi ko bihar ka sok  kaha jata hai, kyoki isme baar aa jati hai, jisse bahut nuksan ho jata hai , yah Nepal se niklti hai aur  ganga me milti hai.

Bihar ki sima kin rajyo se lagti hai?
Bihar ki sima up, west Bengal, jharkhand se lagti hai,

1912 ko  bihar bangal se alag hua tha. Aur bad me 1936 me odisa se alag hua tha.

No comments:

Post a Comment

comment Below.