उत्तराखंड की सबसे गहरी झील - PaharSe.com

Breaking

Friday

उत्तराखंड की सबसे गहरी झील

Uttarakhand ki sabse gahri jheel.

Answer " उत्तराखंड की सबसे गहरी झील कौन सी है " "उत्तराखंड का सबसे गहरा ताल " konsa hai. Uttarakhand me bahut se lake yani ki taal hai. inme  se koi bahut bade to kuch bahut chote  hai. Par abhi ham baat karenge ki uttarakhand ka sabse gahra taal kaunsa hai.


Yadi ham kumaun ki baat kare to ( Nakuchiyatal) aur Garhwal ki baat kare to (Sahstra Tall) sabse Gahra taal jheel hai. Jaha hame naukichiyatal ki gahrai 40 meter to pata chali,  par sahstra taal ki gahrai kahi bhi nahi mili.

Isliye iska answer bata  pana  jara kathin hai. ese  me agar sahstratal option me nahi ho to answer naukuchiyal taal hi hona chahiye.

Naukuchiatal tal uttarakhand ke nainital district me hai.yaha tak by road kathgodam se aur nainital se bhimtal hote huye  pahuncha ja sakta hai.yaha par boating  ki facility bhi hai. nainital ke rasteme hi paragliding ka bhi option available hai. 

नौकुचियाताल एक बहुत ही सुन्दर पर्यटक स्थल है। यहाँ पर आपको बोटिंग की सुविधा भी उपलभ्ध है। जिसमें  अलग तरही की बोट है। नौकुचियाताल के बारे में कहा जाता है  इसके नौ कोने किसी भी जगह से एक  दिखाई देते है। 






No comments:

Post a Comment

comment Below.