नैन सिंह रावत बायोग्राफी हिंदी में - PaharSe.com

Breaking

Friday

नैन सिंह रावत बायोग्राफी हिंदी में


Nain  Singh Rawat in hindi

janiye नैन सिंह रावत बायोग्राफी हिंदी में . Is post me aapko pundit nain  Singh rawat Ji ke bare me bataunga ki nain Singh rawat kaun the ? nain Singh kya be kya kiya?


pandit nain  Singh rawat Ji ka janm uttarakhand state ke pithoragarh district ke munsyari me year 1830 me hua. WO ek teacher the. Ek bar British government ne unko survey ka naam diya tha. Aur kaam  tha Nepal se Lhasa tibbet tak  Himalaya ka survey karna. 
Unhone British government ke dwara diye gaye is naam ko pura kiya. Unhe British government ke dwara is kam ke liye companion of British empire ka award diya gaya. 
unhone ssath hi Brahmaputra river ke kuch bhag ka bhi survey kiya tha. nain Singh rawat famous patronas gold award kitne wale first Indian the. Inki ginti uttarakhand  sahit India ke pramukh geographers me hoti  hai. ye ek great surveyor bhi the.
    Google India ne  22 Oct 2017 ka doodle Nain singh  rawat ko samrpit kar unhe sammanit kiya tha.

No comments:

Post a Comment

comment Below.