UTTARAKHAND ME KITNE JILE HAI (District)
उत्तराखंड के जिले || उत्तराखंड के जिलों के नाम || सहित यहाँ पर आपकी हेल्प के लिए कुमाऊं और गढ़वाल दोनों मंडल(रीजन) के जिलों (डिस्ट्रिक्ट) को अलग {2 List Bana kar} May year 2020 tak लिख रहा हूँ.उत्तराखंड के जिले :-
| Sr.no | Uttarakhand ke jile list |
|---|---|
| 1 | Udham singh Nagar ऊधम सिंह नगर |
| 2 | Nainital |
| 3 | Almora अल्मोड़ा |
| 4 | Bageshwar बागेश्वर |
| 5 | Champawat चम्पावत |
| 6 | Pithoragarh पिथौरागढ़ |
| 7 | Haridwar हरिद्वार |
| 8 | Dehradun |
| 9 | Uttarkashi |
| 10 | Tehri |
| 11 | Paudi पौड़ी |
| 12 | Rudraprayag |
| 13 | Chamoli चमोली |
Kumaun devisionकुमाऊँ मण्डल(डिवीज़न)के 6 जिले(डिस्ट्रिक्ट)
- Almora अल्मोड़ा
- Udham Singh nagar ऊधम सिंह नगर
- Nainital नैनीताल
- Pithoragarh पिथोरागढ़
- Champawat चम्पावत
- Bageshwar बागेश्वर
Garwal division गढ़वाल मण्डल(डिवीज़न) के 7 जिले (डिस्ट्रिक्ट)
- Haridwar हरिद्वार
- Dehradun देहरादून
- Uttarkashi उत्तरकाशी
- Tehri टिहरी
- Pauri पौड़ी
- Chamoli चमोली
- Rudraprayag रूद्रप्रयाग
uttarakhand me kitne jile hai { 6 + 7 = 13}
इसे भी पढ़े :- kya aap jante hai ?
Bhart ka sabse bada jila kaun sa hai ?
Bharat (India) ke konse state me kitne jile hai list...
Bharat Me Kitne jile hai
1. ALMORA
उत्तराखंड के जिले || Almora uttarakhand ke east part mai hai.almora district ka district head quarter almora city mai hai.almora city pehle Katyuri raja Baichaldeo ke under tha.unhone almora ka ek bada part gujrati brahmin sri chandra tiwari ko daan mai de diya.baad me jab chand vansh ka udbhav hua to 1560 mai iss place kalyan chand ke dwara par almora establish hua.chand rajao ke time mai isse Rajapur kaha jata tha.ye naam rajapur kai old mile hue copper plates tamra patra par likha mila hai.Famous Chitai golu devta temple mandir, Jageswar temple, Ranikhet bhi yahi hai
According 2011 census :-
Area- 3144 square kilometer
Rural(gramin) area- 3018.32 square km
population :6.22lakh
sex ratio : 1139 females on 1000 males
density : 198 person per square kilometer area
2. Udham Singh Nagar
उत्तराखंड के जिले || october 1995 US Nagar se nainital district se alag hua aur ek naya district bana. us nagar ka jila mukhyalaya rudrapur mai hai jo iski ek head city hai. US nagar ek industrial jila hai iss district mai kai badi company ke karkhane hai jisse kumaun ke kai yuvao ko rojgar mil raha hai.rudrapur sitarganj me sidcul hai. uttarakhand state ek matra IIM kashipur me hi hai. iske alawa globally famous GB Pant agriculture university aur domestic airport ( fights to Delhi) pantnagar mai hai.
Area- 2542 square kilometer
Rural(gramin) area- 2419 square km
population :16.48lakh
sex ratio : 920 females on 1000 males
density : 649 person per square kilometer
3. Nainital
उत्तराखंड के जिले || Nainital kumaun division ka headqurter hai aur nainital district ka bhi headquarter hai.the lakes nainital,bhimtal, naukuchiatal nature lovers and tourists ke bheech famous hai.Nainital,haldwani and ramnagar are well know city hai . the jim corbett national park (famous for Tigers) same district mai hai. the Famous sainik school aur Golu devata temple ghorakhal bhi nainital district ke bhowali mai hi hai.kumaun ka Indira Gandhi International Sport Cricket Stadium Haldwani) bhi iss hi district mai hai
Area- 4251 square kilometer
Rural(gramin) area- 4153 square km
population :9.54lakh
sex ratio : 934 females on 1000 males
density : 225 person per square kilometer
- Uk Pcs naib tehsildar (NT) papers click here.....
- Kya aap uttarakhand ke CM ke baare me ye baate jante hai ?
- uttarakhand me kitne tehsil hai ?
- uttarakhand me kitne vikas khand (block) hai
- क्या आप जानते है उत्तराखंड के राज्यपाल क्या काम करते हैं ?
- क्या आप जानते है उत्तराखंड में किस पार्टी की सरकार है ?
