Ukpcs naib tehsildar (nt) old paper in hindi 2011.
(Ukpcs Nayab Tahsildaar) pre ke exam me uttarakhad ke इतिहास(history) se pehle bhi good quantity me questions puche gaye hai aur lagbhag ukpcs ke sabhi pre exams ke GS wale part me isse question aate hi hai.
UKPCS NT ME HISTORY SE QUESTION KIS TYPE KE HOTE HAI ?
![]() |
| Dandeshwar mahadev temple of a jageshwar temple series in Almora. photo ©copyrigt to : to admin of this web |
iss इतिहास wale hisse mai jyadtar question...
> Bharat ke स्वतंत्रता संग्राम me uttrakhand ka yogdan
Example ke liye jaise ki •••••>
Q. Gandhi ji ne kumau ki yatra kab ki,
Q. Gandhi ji ke saath dandi yatra me uttrakhand se kisne bhag liya tha..
> उत्तराखण्ड राज्य निर्माण के आन्दोलन evam anya dusre aandolan...
> Uttarakhand ke raaj vansh aur inke dwara karaye gaye nirmaan.
> history books and unke writer
> ऐतिहासिक स्थल, Nadiya, kund, Gufaaye, dharmik isthal, lok geet,lok nritya,
> pauranik grantho me uttarakhand ke bare mai se...
ooper ke topic se adhikansh questions puche gaye hai.
jyada tar question simple objective hote hai.. matlab statement wale nahi hote hai..
ukpcs n.t 2011 me uttarakhand ki history puche gaye questions ••••••>
Q.1 Shri dev suman ji kiske virudhh lade the?
a) angrejo ka aupniveshik saashn
b) tihri rajya me vanshnugat saashn
c) gorkhao ka aakraman
d) inme se koi nahi.
Q.2 Vashistha gufa kaha isthit hai?
a) chamoli
b) uttarkashi
c) tihri
d) pithoragarh
![]() |
| photo © copyright to : admin of this web |
Q. 3 GOLU devta ka mandir kis jile mai hai?
a) pithoragarh
b) almora
c) bageshwar
d) nainital
Q.4 kaun vyakti gumani kavi ke naam se famous hai?
a)govind ballabh pant
b) lokratna pant
c) sumitra nandan pant
d) ramesh chandra pant
Q.5 uttarakhand me swadhinta aandolan ke dauran "praja mandal" ka gathan kaha kiya gaya tha?
a) kaali kumaun
b) british garhwal
c) tihri rajya
d) almoda
Q.6 "Himalyan gejetiyar" ke famous british lekhk kaun the?
a) p. beran
b) e. at kin son
c) jim corbrt
d) j. wilson
Q. 7 uttrakhand me "surya mandir" kaha isthit hai ?
a) bowali- nainital
b) katarmal- almora
c) purnagiri- tankpur
d) Gangtri- uttarkashi


