uttarakhand me kitne vikas khand hai...
Full List, पूरी लिस्ट || Uttarakhand me kitne vikas khand (Block) hai || उत्तराखंड में कितने ब्लॉक हैं || How many blocks in uttarakhand ? जानिये उत्तराखंड में कितने ब्लाक हैं, Mai yaha par aapki help ke liye bata raha hu ki uttarakhand me kitne vikas khand (Block) hai par usse pehle aapke liye ye janna bhi jaruri hai...
Que 1- vikas khand (Block) kya hota hai ?
Ans - vikas khand uttarakhand state me administration ki ek unit hai example ke liye ek district me kai tehsil hote hai vaise hi kai block bhi hote hai. ye administration ko easy banane ke liye hote hai.aur development ko speed dete hai jisse ki har area ki alag alag requirement puri ho sake.
Que 2 - uttarkhand me kitne vikas khand (block) hai 2020 tak?
Ans - uttarakhand year 2020 tak 95 vikas khand Block hai.
puri list padne ke liye is link address par jaye
http://sbb.uk.gov.in/files/Documents/Gram%20Panchayat/Block.pdf
Very nice day
ReplyDeleteUttrakhand me kitne districts h
ReplyDelete