हिस्ट्री ऑफ आई.आई.टी रूरकी इन हिंदी - PaharSe.com

Breaking

Wednesday

हिस्ट्री ऑफ आई.आई.टी रूरकी इन हिंदी

History of ITT Roorkee in hindi


Janiye " हिस्ट्री ऑफ आई.आई.टी रूरकी इन हिंदी " iit  roorkee ki history Hindi me"  IIT roorkee ko 1847 AD me establish huyi thi. 1854 me iska naam Thomson civil engineering college rakha gaya. 1948 me ise  university ka darja diya gaya. 1949 me ise independent India ke first engineering college ke rup me upgrade kiya gaya.


21 September 2001 ko ise Indian Institute of Technology ke rup me upgrade kar national importance ka college banaya gaya.

IIT roorkee ki history Gang nahar se related hai jise ganga river se nikala gaya tha. Gang nahar ki engineering aawashktao ko pura karne ke is college ki sthapna ki gayi thi.

IIT Roorkee apne civil engineering department ke liye famous hai. Par ab ye apne anya department ke liye bhi famous hai. Yaha ke student research me bhi bahut aage hai. Yaha ke students ne earthquake, chikanguniya  authorities, soil testing solution, memory device, aur kai project par research kar chuke hai.

IIT roorkee uttarakhand ke Garhwal region me hai. Ye Himalaya ki foothill me hai, yaha se dehradun, haridwar, rishikesh kuch duri me hi sthit hai,

Amit singhal bhi iitr ke cs department ke ug student rahe  hai. Inhe  google search engine me sabse adhik yogdan dene wala man's ka a hai.
Rakesh agrawal jinhe father of data mining bhi kaha jata hai. Jinhone Microsoft, IBM badi  companies me top posts par naam kiya hai.

Iske  ssath  hi kai famous engineer jinhe aap iitr alumni website par jakar dekh sakte hai.

1 comment:

comment Below.