यू पी में कितने ग्राम पंचायत हैं, up me kitne gram panchyat hai - PaharSe.com

Breaking

Friday

यू पी में कितने ग्राम पंचायत हैं, up me kitne gram panchyat hai

up me kitne gram panchyat hai, यू पी में कितने ग्राम पंचायत हैं


janiye यू पी में कितने ग्राम पंचायत हैं, Jaise ki aap jante hai ki kaha jata hai bharat ki atma gao me basti hai sach hi hai, ese hi up ki aatma bhi iske sundar gao me basti hai. up jitna bada state hai us hisab se hi usme gao  bhi hai.
up me bhi three tier system hai. jiski sabse choti ikai gao hai. gao ke paramukh ko pradhan kahte hai. jise direct vote dekar  gao ke logo ke dwara hi chuna  jata hai. ek up pradhan bhi hota hai.

up me kitne gram panchyat hai list


 up ke Gao ki full list ke liye  iss  web address  par jaye  (sec.up.nic.in/site/rural_list.aspx)

ek gao me kai ward bhi hotel hai, inke head ko ward member kehte hai, har  gao ke vikas ke liye  rajya sarkar aur kendra sarkar kai yojnye chalate hai. jaisa ki aapne sun a hi hoga pradhan mantri gram sadak yojna. Esi bahut so yojna hai jinke kendra me gao note hai,

jab sarkar gao ko itna mahatwa degi hai to aapka bhi jimmedari banti hai ki aap apne gao ki tarkki ke lite prayas  kare. aapka ek pray as se aapka gao sage bad sakga hai, gao sage badega to desh bhi.

Agar aapko ye post pas and aaye to is post ko jarur share kare or niche cooment bhi like.

No comments:

Post a Comment

comment Below.