यूपी में कितने केन्द्रीय विश्वविद्यालय हैं, up me kitne kendriya vishwavidyalaya hai - PaharSe.com

Breaking

Saturday

यूपी में कितने केन्द्रीय विश्वविद्यालय हैं, up me kitne kendriya vishwavidyalaya hai

up me kitne kendriya vishwavidyalaya hai

janiye यूपी में कितने केन्द्रीय विश्वविद्यालय हैं , up me higher education ki baat kare to yaha bahut se good universities hai par inme se nimn ko  kendriya vishwavidyalaya ( central university ) banaya hai. Jinki list MHRD ne jari ki hai.
up me kitne kendriya vishwavidyalaya hai web image

Sr.no   Up  kendrita vishwavidyala list.  
1University of Allahabad 
2Aligarh Muslim university 
3 Banaras Hindu Vishwavidyalaya
4Baba Saheb Bhimrao Ambedkar university lucknow 

University of Allahabad :- is university ka set up 1887 me hua tha. Ye university ek bahut hi purani aur prestigious university hai. Year 2005 me iss university ko central university banaya gaya tha.

Aligarh Muslim university :- ise 1920 me central university banaya gaya tha. ye ek fully residential university hai. Isme  bahut se course samil hai. 

Banaras Hindu Vishwavidyalaya :- Varanasi me sthit hai. Aur bharat ki sabse badi  universityo me se ek hai. Iski sthapna 1916 me huyi this.

Baba Saheb Bhimrao Ambedkar university lucknow :- 1996 me ise  central university banaya gaya tha. Yaha bahut sare ug, pg aur anya course bhi chalaye hate hai.

Jyada jankari ke liye aur updates ke liye niche likhe  pate par ja  sakte hai.
( http://mhrd.gov.in/central-universities )

Comment box me apne message likhe. Aur ye post share kare.



No comments:

Post a Comment

comment Below.