क्या आप मोटापे के बारे में ये रोचक तथ्य जानते हैं? - PaharSe.com

Breaking

Tuesday

क्या आप मोटापे के बारे में ये रोचक तथ्य जानते हैं?

Alag - alag studies me ye samne aya hai ki kuch gambheer bimariya jaise daaybtij, high blood pressure, heart ki bimariya, kidni ki bimari, cancer, jo pehle bade age ke logo mai hi dekhne ko milti thi ab kam age ke youth aur bachho mai bhi milne lagi hai. to niche aaj hum janenge vajan kam karne ke upay.




esa kyo ho raha hai iske kuch karan bhi dikhne lage hai.jese ki khane pine ki adato mai changes, execercise aur physical work mai kami, stressfull life etc....

ek aur baat jo samne aa rahi hai ki youth aur bachche apni helth ke side careless hote ja rahe hai kam age mai hi youth aur bachcho ka weight normal se jya da hone lag gaya hai.yahi motapa aage chalkar in serious bimariyo ke hone ka main karan ban raha hai...
                                                    
                                                            
 Motapa (obesity)


What is obesity (motapa) ?
obesity (Motapa) wo medical condition hai jisme body me fat ka lvel bad jata hai aur jo body ke fuctioning par negative asar dalta hai.

khana jab bina physical work ke hi mil ja             
 raha hai jis se uska use bhi                             
 jarurat se jyada ho ja raha hai meaning       
 less physical work aur jyada khane se body 
 me extra fat bach jata hai jo dhire dhire cell
 mai collect hoker motape ka rup leta hai  

1.Central obesity - jab fat liver or pet mai jama hota hai.
2.Periferal obesity - jab fat mucsels(mansh peshi) mai badta hai.

 Central Obisety jayada nuksan dayak hoti hai.

Are you Obeej  ?

Ek human ka weight kitna hona chahiye ye medical experts ne decide kiya  hai.yadi us human ka body weight us level se jya da hota hai to us human ko Obeej kehte hai.  gharelu nuskhe pet ki charbi kam karne


INTERESTING FACTS:

Haward Medical School of Bostan ke Nikolas crstokis ne apni ek study jo new England journal of medicine me chapi  se ye pata chala ki yadi aapka koi ek mitra mota hai to 57%,yadi bhai bhandhu mote hai to 40%, aur yadi wife ya husband mote hai to 37% tak aapke ke mote hone ka risk bad jata hai.

Shadi karne par mota hone ki posibility 230% tak bar jati hai.

Global burden of desies ki report ke  accordig ab kuposhad(mallnutiton) se kam balki motape se jayada bimariya ho rahi hai.

ye the motapa kam karne ke gharelu nuskhe.

No comments:

Post a Comment

comment Below.